Monday, July 6, 2026

Types of Magic




Generally, there are eight types of magic, as per different references. They are 1) Sahar-e-Tafreeq 2) Sahar-e-Muhabbat 3) Sahar-e-Taqleel 4) Sahar-e-Junoon 5) Sahar-eKhamool 6) Sahar-e-Hawataf 7) Sahar-e-Amraaz and 8) Sahar-e-Isteqaza


1) Black Magic for Separation (Sahar-e-Tafreeq)


The affects of Sahar-e-Tafreeq include a sudden change in loving relationship, rise in doubts and suspicion between wife and husband, rejecting each other’s reasons, feeling/considering a little difference of opinion as a big issue, man starts feeling his wife to be ugly and woman feels her husband to be ugly, one starts hating every work of one’s spouse or dislike the place where one’s spouse sits.


2) Black Magic for Love (Sahar-e-Muhabbat)


Too much love for wife, desire to have frequent intercourse, feeling unrest in the absence of wife, anxious to see wife and blindly following wife.


3) Black Magic Blockages in Life (Sahar-e-Taqleel)


Moving things look static and static things look moving. Small things look big and big ones look small. Different things look differently, as it is proved by the episode of Hazrat Musa, alaihi salaam, when magician’s robes and wood logs looked as snakes.


4) Black Magic for Anxiety (Sahar-e-Junoon)


Affects of Sahar-e-Junoon are anxiety, unreasonable and excessive talkativeness, restlessness and careless about one’s appearance. In chronic cases of Sahar-e-Junoon, people walk continuously with face upholding high and sleep at secluded places.


5) Black Magic for Aloofness (Sahar-e-Khamool)


Aloofness, selfishness, complete speechless, anxiety, constant headache, feeling restlessness in gatherings/parties and constant laziness.


6) Black Magic in Dreams (Sahar-e-Hawataf)


Horrific dreams, feeling that someone is calling in dreams, hearing noises and seeing nobody while awake, developing suspicions about friends, feeling that one is to fall from a big mountain, seeing horrific animals following in dreams.


7) Black Magic of Diseases (Sahar-e-Amraaz) Sifli


Constant pain in one of the body parts, bouts of fits/epilepsy, feeling numbness in the whole body or some parts and non-working of one of the senses.


8) Black Magic Kabala Voodoo etc (Sahar-e-Isteqaza)

Surah Yaseen ka Amal

Yaseen sharif ko qur,an ka dil kaha gaya hain.aur bepanah faaeday ka hamil hain.har tarha ki haajat rawayi eski tilawat se hoti hain.aur khas esay parhnay se ALLAH taala bahot razi hota hain.ahadis me eskay bahot fawaaed aaye hain.

darmi sharif ki hadis hain ki jo aadmi din k shuru me surah e yaseen pahaega uski tamaam zarooriat puri kar di jaegi.

hazrat ibn abbas radiallahu anho se rivayat hain ki NABI E KAREEM sallallahu alayhi w sallam ne farmaya ki meri tamanna hain ki ye surah(yaseen) har ummati k dil me hoti.
yaseen shrif parhnay se din duniya ki bhalayiya naseeb hoti hain.

agar koi shakhs surah e yaseen ko fajr ki namaz k b,ad ek martba parhnay ka mamool banalay to wo bahot jald logo me har dil azeez ho jaen.uski izzat me bepanah ezafa ho.har tarha ki burayi khatm ho jaen aur tabiyat acchayi ki tarf maael ho.shaitan se mahfooz ho,bala se door ho,bimariyon se shifa ho,nek aulad hogi.qaidy kasrat se parhay to rihayi naseeb ho,

garz ki yaseen sharif ki tilawat se har aarzoo puri hoti hain.

mere pas yaseen k kai aamal hain aur aazmuda hain.aur mainay bahut se kaam liye ya karwaye aur kamyabi mili hain,ek baat ki yaseen sharif k muakkilin bahot hi shareef hain aur yaseen k parhnay walon se muhbbat kartay hain,par rijjat bhi jald kartay hain.par usay jo jo yasen shareef ko mamool se nikal detay hain.agar aap yaseen sharif ki tilawat muhbbat se karaengay to eskay muaakilin aapko gaaiban madad kartay hain.aur aapkay geerd ek bahot hi behtarin khushboo mahsoos hoti hain jo duniya ki koi khushboo uska muqabla nahi kar sakti.par ye 5-6mahinay me nahi hota bahot saal b,ad aapko mahsoos hoga.ha,agar saaf din insan hain to wo jald dost banjata hain. ab main yahan ek tareeqa yaseen sharif ka likhta hun jissay aap pe yaseen sharif ka faiz jary ho jaen.

TARKEEB :

B,roz nauchandi jumeraat ko ek pyalay me sarbat le aur ALLAH ki khusnoodi ki garz se khub muhabbat w eksui se 70 martba yaseen sharif parhay.aur phir sarbat pe dam karkay pilay.inshallah ab aap yaseen sharif k amil hain,ab jo bhi aap yaseen shrif k amal karaengay usmay asar aaega.

ab rozana b,ad e fajr w isha 1-1 martba yaseen sharif parhnay ka mamool banalay.
amal din me kisi bhi waqt karlay agar ek nashist me 70 martba parhlay to behatar hain,warna chand nashisht me pura karlay.jisay zabani yad hain uskay liye mushkil nahi.
ba,wuzu khushbu laga kar khushbudar agarbatti jalakar parhay.

Ab main yahan kuch part me yaseen sharif ki har aayat k amal likhna shuru kar raha hun.taki aapko us ek ek aayat se faeda hasil karnay ki tarkeeb maloom ho jaen.es surah me 83 aayat hain aur har aayat ka me kuch parts me alag alag amaliyat likhna chahta hun.ummid hain aap meri es mahnat ko pasand farmaengay aur khud ka aur dusron ka bhala karaengay.

aur ek bat khas bata dun ki aaj kal chor ki tabiyat k malik kuch log aisy tahreer chura kar apnay naam se post kardaytay hain aur logon ko dhoka detay hain aur log bhi ajib hain ki kuch janay bagair ki wo kaun hain kis tarha ka insan hain.babaji ustadji hazratji k ilqab detay huvay ijazat mangraha hain to koi daman tham raha hain.aur koi izzat to koi rupya barbad kar raha hain.main khud bhi kaun hun aap mujay bhi kaha jantay hain.main bhi kahta hun mera samarali ka bhi yaqeen na karay.bas koi amal acha lagay to uspay amal karay.meray blog k kisi amal k liye ijazat laynay ki zarorat nahi jo reader karna chahay be khauf kr sakta hain.ye main bar bar kah chuka hun.phir bhi ijazat k naam pe mail msg kartay hain.kuch log pichay parh jatay hain ki ye bataon wo bataon aur jab jawab nahi diya jata to kahtay hain ki blog kyu likhtay ho? 

bhai ye blog mainay aam musalmano ki bhalayi k liye likha hain.koi kisi ko amil kamil bananay k liye nahi likha hain.mera bhi khud ka karobar hain aur meri family hain meri zimmedariya hain usmay se waqt nikal kar bhi main meray murshid k mission ko anjam de raha hun.koi ek banda bhi apni mushkilat ka hal es koshish k sabb hasil karlay to meri mahnat kamyab samjta hun.

aur sab se aham baat ki ilm rohaniyat sikhnay ka jazba aapko bad deeno sifligaro ka pairo kaar na banaday.hamzad hasil na ho na sahih muakkal hasil na ho na sahi.bagari maangay Rabb e qadir ne jo imaan ki daulat di hain wo aakhri waqt tak sambhal jaen to kaafi hain.
Ab main surah e yaseen sharif ki aayat k amaliyat likh raha hun.......

#1.يس Yaseen

es aayat ko chaltay phirtay kasrat se parhtay rahnay se gunah muaf hotay hain aur islah e batin hoti hain.

#2. وَالْقُرْآنِ الْحَكِيمِ Waalqurani alhakeemi
rozana 100 martba wird me rakhnay se neamat me izafa hota hain.

#3.إِنَّكَ لَمِنَ الْمُرْسَلِينَ  Innaka lamina almursaleena
kisi diwanay ya jinn aseb k mariz pe 1000 martba parh kar pani pe dam karkay pilatay rahnay se shifa w nijat hoti hain.

#4.عَلَى صِرَاطٍ مُّسْتَقِيمٍ Aala siratin mustaqeem
Rab ki khushi k liye aur naraz dost ko razi karnay k liye 100 martba fajr k bad parha karay.

#5.تَنزِيلَ الْعَزِيزِ الرَّحِيمِ Tanzeela alAAazeezi alrraheem
shaitani waswasy ko dur karnay fajr ki namaz k bad jab tak dil lagay wird kiya karay.

#6.لِتُنذِرَ قَوْمًا مَّا أُنذِرَ آبَاؤُهُمْ فَهُمْ غَافِلُونَ Litunzira qawman ma onzira abaohum fahum ghafiloon.
khauf dushman ho zalim ka ho to likh kar pack karkay apnay pas rakhay.

#7. لَقَدْ حَقَّ الْقَوْلُ عَلَى أَكْثَرِهِمْ فَهُمْ لَا يُؤْمِنُونَ  Laqad haqqa alqawlu Aala aksarihim fahum la yuminoona.
kisi tanha makaam pe ya jahan khauf mahsoos ho wahan 100 martba wird karnay se aman rahta hain.

#8.إِنَّا جَعَلْنَا فِي أَعْنَاقِهِمْ أَغْلاَلاً فَهِيَ إِلَى الأَذْقَانِ فَهُم مُّقْمَحُونَ Inna jaAalna fee aAnaqihim aghlalan fahiya ila alazqani fahum muqmahoon
es aayat ko naginay pe kunda karwa kar sidhay hath ki choti ungli me pahnay to taskheer khas ho aam ho logon me maqbuliyat ho.

#9.وَجَعَلْنَا مِن بَيْنِ أَيْدِيهِمْ سَدًّا وَمِنْ خَلْفِهِمْ سَدًّا فَأَغْشَيْنَاهُمْ فَهُمْ لاَ يُبْصِرُونَ WajaAalna min bayni aydeehim saddan wamin khalfihim saddan faaghshaynahum fahum la yubsiroon.

zalim dushman se nijat k liye dushman k naam k huroof ki tadad k barabar sufaid mirch pe usi tadad me es aayat ko parh kar aag me dal diya karay.kuch din k amal se dushman parayshan karna band kardaega ya khud parayshani ka shikar ho jaega.

#10. وَسَوَاء عَلَيْهِمْ أَأَنذَرْتَهُمْ أَمْ لَمْ تُنذِرْهُمْ لاَ يُؤْمِنُونَ Wasawaon AAalayhim aanzartahum am lam tunzirhum la yuminoon

koi mard kisi aurat se najaez taloqat rakhta ho to es aayat ko ek martba parh kar aasmani rang k dhagay pe ek girah de aur kahay ki ya Allah tere es qalam ki barkat se fulan bin fulan w fulan binte fulan me judayi karday.es tarha 8 girah laga kar dhagay ko kisi purani qabr me dafan karday kuch dino me dono me judayi ho jaegi.

#11.إِنَّمَا تُنذِرُ مَنِ اتَّبَعَ الذِّكْرَ وَخَشِيَ الرَّحْمَن بِالْغَيْبِ فَبَشِّرْهُ بِمَغْفِرَةٍ وَأَجْرٍ كَرِيمٍ Innama tunziru mani ittabaAAa alzzikra wakhashiya alrrahmana bialghaybi fabashshirhu bimaghfiratin waajrin kareem.

jisay nind na aati ho to kisi purani qabr ki mitti uthaye aur es aayat ko 100 martba parh kar us mitti pe dam kakray aur 7 martba apnay sar se utar kar phir wo qabr pe mitti rakhday jahan se uthayi hain.nind na aanay ki shikayat dur ho jaegi.

#12. إِنَّا نَحْنُ نُحْيِي الْمَوْتَى وَنَكْتُبُ مَا قَدَّمُوا وَآثَارَهُمْ وَكُلَّ شَيْءٍ أحْصَيْنَاهُ فِي إِمَامٍ مُبِينٍ  Inna nahnu nuhyee almawta wanaktubu ma qaddamoo waasarahum wakulla shayin ahsaynahu fee imamin mubeen.

haakim,w barhay afsaron ki taskheer k liye es aayat ko zafran w mushq se likh kar apnay pas rakha jaen.

#13.وَاضْرِبْ لَهُم مَّثَلاً أَصْحَابَ الْقَرْيَةِ إِذْ جَاءهَا الْمُرْسَلُونَ Waidrib lahum masalan ashaba alqaryati iz jaaha almursaloon.
jo log badnasibi ki shikayat kartay hain wo es aayat ko rozana arq gulab w zafran se tastari pe likh kar subah pi liya karay,nahosat w badnasibi jati rahaegi.

#14.إِذْ أَرْسَلْنَا إِلَيْهِمُ اثْنَيْنِ فَكَذَّبُوهُمَا فَعَزَّزْنَا بِثَالِثٍ فَقَالُوا إِنَّا إِلَيْكُم مُّرْسَلُونَ  Iz arsalna ilayhimu isnayni fakazzaboohuma faAAazzazna bisalisin faqaloo inna ilaykum mursaloon.
chechak k mariz ko likh kar bandhnay se shifa hasil ho.

#15.قَالُوا مَا أَنتُمْ إِلاَّ بَشَرٌ مِّثْلُنَا وَمَا أَنزَلَ الرَّحْمن مِن شَيْءٍ إِنْ أَنتُمْ إِلاَّ تَكْذِبُونَ  Qaloo ma antum illa basharun misluna wama anzala alrrahmanu min shayin in antum illa takziboon.
aankh dukhti ho ya aankh uthi ho to zafran se likh kar galay me pahnay to shifa ho.

#16.قَالُوا رَبُّنَا يَعْلَمُ إِنَّا إِلَيْكُمْ لَمُرْسَلُونَ  Qaloo rabbuna yaAAlamu inna ilaykum lamursaloon.
galay[throat] ki tamaam bimariyo k liye likh kar galay me pahna jaen.

#17. وَمَا عَلَيْنَا إِلاَّ الْبَلاَغُ الْمُبِينُ  Wama AAalayna illa albalaghu almubeen.
dushmani ko khatm karnay k liye kamzor likh kar apanay pas rakhay.

#18.قَالُوا إِنَّا تَطَيَّرْنَا بِكُمْ لَئِن لَّمْ تَنتَهُوا لَنَرْجُمَنَّكُمْ وَلَيَمَسَّنَّكُم مِّنَّا عَذَابٌ أَلِيمٌ  Qaloo inna tatayyarna bikum lain lam tantahoo lanarjumannakum walayamassannakum minna AAazabun aleem.
shareer janwar ko kabu karnay k liye zard[yellow] kagaz pe likh kar uskay galay me pahnaya jaen.

#19.قَالُوا طَائِرُكُمْ مَعَكُمْ أَئِن ذُكِّرْتُم بَلْ أَنتُمْ قَوْمٌ مُّسْرِفُونَ  Qaloo tairukum maAAakum ain zukkirtum bal antum qawmun musrifoon.
hamela ko dard e jah uthay to us waqt esay likh kar mom jama karkay bazu pe bandhay to aasani se bacha paida ho jaen.aur 100 martba parh kar bhi pani dam karkay pila diya jaen.

#20.وَجَاء مِنْ أَقْصَى الْمَدِينَةِ رَجُلٌ يَسْعَى قَالَ يَا قَوْمِ اتَّبِعُوا الْمُرْسَلِينَ  Wajaa min aqsa almadeenati rajulun yasAAa qala ya qawmi ittabiAAoo almursaleen
baanz aurat esay zafran w mushq se likh kar apnay bazu ya galay me pahnay to khuda aulad inayat karaega.

#21.اتَّبِعُوا مَن لاَّ يَسْأَلُكُمْ أَجْرًا وَهُم مُّهْتَدُونَ  IttabiAAoo man la yasalukum ajran wahum muhtadoon.
jis aurat ko do larhkiya ho aur wo ab beta talab karna chahti ho to roza rakhay aur es aayat ko zafran w arq gulab se likh kar galay me ya bazu pe momjama karkay pahnay to insha Allah agli aulad beta hoga.

#22.وَمَا لِي لاَ أَعْبُدُ الَّذِي فَطَرَنِي وَإِلَيْهِ تُرْجَعُونَ  Wama liya la aAAbudu allazee fataranee wailayhi turjaAAoon.
jis aurat ka bacha abhi dudh pi raha hain aur naya hamal nahi rakhna chahtay hain to es aayat ko likh kar galay me pahnay to Hamal nahi thaherta.aayt k liye aurat ka naam m,walida likh de.

#23.أَأَتَّخِذُ مِن دُونِهِ آلِهَةً إِن يُرِدْنِ الرَّحْمَن بِضُرٍّ لاَّ تُغْنِ عَنِّي شَفَاعَتُهُمْ شَيْئًا وَلاَ يُنقِذُونِ  Aattakhizu min doonihi alihatan in yuridni alrrahmanu bidurrin la tughni AAannee shafaAAatuhum shayan wala yunqizoon.
kisi bhi bimari se shifa k liye es aayat ko zafran w arq gulab se kagaz pe likh kar usay rat ko ek glass pani me dal kar rakh de aur subah nihar munh ye hi pani bismillah bol kar piliya karay,3 din es tarha amal karnay se bimari se shifa hasil hogi.

#24.إِنِّي إِذًا لَّفِي ضَلاَلٍ مُّبِينٍ Innee izan lafee dalalin mubeen.

jis aurat ki aulad paida hotay hi mar jati ho wo pahlay achhay se gusal karay aur phir es aayat ko kisi hafiz qari se 1000 martba parhwa kar pahlay bhar pet pani pilya itna piye ki uskay bad ek ghunt bhi na pi ja sakay utna pet bhar jaen.phir kuch pani jo pahlay hi usmay se alag karlay usay dusray pak pani me mila kar ussay dubara gusl karay.gusal ya to zamin me gadha khod kar karay ya phir kisi barhay tab me karay ki pani kisi gandi jagah na jaen.gusal k bad wo pani kisi jagah dafan krday insha Allah es amal se aaenda uski aulad hayyat rahegi.

#25.إِنِّي آمَنتُ بِرَبِّكُمْ فَاسْمَعُونِ  Innee amantu birabbikum faismaAAoon.

bukhar dur karnay k liye es aayat ko har girah pe ek martba parhay aisay 12 girah laga kar galay me pahnaye insha Allah bukhar dur ho jaega.


aagay ki aayaat w amaliyat nxt part 2 me insha Allah.

Nazar e Bad ka ilaj

Sab se pahlay samjlay ki nazr e bud misl e zahar hain.jisko Allah ta’al ne b’az insano ki aankhon me paida kar diya.jis tarah bichhu ka dank hain,aur sanp k munh me zahar de diya hain.esi tarha kuch insano ki ankhon me zaharili taseer paida kardi gayi hain.nazar sheesha to kya pattha ko tod deti hain.dariyaon k pani ko sukha deti hain.aur insan ko jab lag jati hain to kabristan me pahocha deti hain.nazar jab haray bharay baago ko lagti hain to darakhton ko sukha deti hain.aisa nahi ki nazar sirf insano ko laga karti hain,ye insan makaan dukaan,bag khet,karkhana,aamdani,paidavar,maal daulat,garz ki har chiz ko lag jati hain.

NAZAR E BAD KI ALAMATAY

Ye hain ki jab insan ko lagti hain to achanak bimar ho jata hain,badan me susti bhar jati hain,dimag kaam nahi kar pata,yaddast kamzor parh jati hain,badan me kamzori aajati hain,chid chidapan aajata hain,gumsun rahta hain,wo khud nahi samjpata k i usay kya huva hain.jab karobar me lagti hain to chalta huva karobar ruk jata hain aur din b din sell girti jati hain,aur dukan ya showroom band karnay ki naubat aajati hain.

agar janwar ko lagay to janwar dudh dena band kardeta hain,bimar ho jata hain,aur agar waqt pe elaj na kiya jaen to maut bhi ho jati han.

agar bacho ko lagti hain to bacha rota rahta hain,zid karta hain,na khelta hain na thik se sota hain aur na kahin chain se baithta hain.bukhar bhi aajta hain.Rupay/daulat ko nazar lagti hain to barkat khatm ho jati hain aur rupay ki tangi hoti hain,kharchay barh jatay hain,income kam ho jati hain,yahan tak ki sari bachat bhi khatm hojati hain aur insan qarz me mubtila ho jata hain.jaisay rupay aur uskay darmiyan ek dushmani si ho jati hain.

aisy kai alamatay hain.aur ye sahar jadu se milti julti alamatay hain.to kisi amil se rabta karnay se pahlay meri es post me diye qurani w ahadis ki duaon ka sahara le ke khud elaj karay aur dekhay ki fark ho raha hain ya nahi?agar 40 din kisi amal ko karay aur koi fark na ho to kisi achay amil se rabta kar saktay hain.bahot mumkin hain ki aap jisay sahar jadu ka mamla samj rahay hain wo nazar e bad ki tabahi ho.

sahar ki aur nazar ki alamatay ek si hain,esliye aap ko lagay ki shayid kisi ne jadu tona kiya hain aur aap ek musibat se dusri me gir jaen,kyu k amil aksar hazrat bagair fees to kaam nahi karaengay?

sahar aur nazar ki alamatay kuch miti julti kyu?esay main yahan samjanay ki koshish karta hun,

Nazar e bad lagana bhi ek amal sifly hain.aur ye baqaeda sikha jata hain,aur hamaray gaon me to ye aam hain gair muslim me jo ye sifli amal kartay hain.hamaray gaon me ek kaum hain,gair muslim jiska bacha bacha sifli ka mahir hain.agar parinday ko ek nazar dekhlay to wo zameen par gir parhta hain.agar kisi k ghoday ko ek nazar dekhlay to ek saat me wo mar jata hain.aur ye log apnay ek aur amal k liye bhi mash'oor hain ki wo ek post card me ibarat likh detay hain agar  usay koi bar bar parhaega to wo sakht bimar ho jata hain.aur agar koi kisi k jodo me ya sinay me hath me dard paida karna chahta hain to wo bhi kar detay hain.

enlogon se hi pata chala hain ki nazar e bad ka amal sikhnay k liye wo khas din se sub'ah apni potti ko ek neem ki sali se chakhtay hain,kuch din k es amal se usmay nazar e bad ki quwat e bad paida ho jati hain aur wo jisko dam bhar dekhlay to usay lag jati hain.
aur ye bhi mujay pata chala ki kuch insan me bhi ye nazar e bad ki quwat e bad apnay aap paida ho jati hain wo kyu?wo bichara to aisa koi amal nahi karta phir bhi uski nazar sab ko lag jati hain.jisay aam tor par nazar ka bhaari kaha jata hain.ye us sakhs ko hota hain jisay bachpan me pait me kidaay [kaddu danay] hotay hain.pait k kiido ki khurak bhi insan k aat me rahi potii hi hain aur jiskay pait me ek lambay waqt tak ye kiday rahtay hain to us insan ki nazar me bhi ye asrat e bud paida ho jata hain aur uski nazar bhari ho jati hain.aisay insan ko jab bhi koi chiz maloom ho to 

ماشاء اللہ ولا قوة الا باللہ 
kahna chahiye.essay nazar e bad ka asar zael ho jata hain.Nazar ka lagna haq hain aur 
Esliye Allah rabbul izzat ne nazar se hifazat k liye apnay habib sallallahu alayhi w sallam  k tufayl eska elaj bhi zahir farmaya hain.jaisay ki hazrat khwaja hasan basri radiallahu anhu ne irshad farmaya hain ki agar kisi shakhs ko apnay ya apnay maal wagaira ko nazar lagnay ka andesha ho to surah  e noon ki aakhri aayat 3 bar parh kar andesha wali chiz pe dam karay…wo aayat ye hain…

وَإِن يَكَادُ الَّذِينَ كَفَرُوا لَيُزْلِقُونَكَ بِأَبْصَارِهِمْ لَمَّا سَمِعُوا الذِّكْرَ وَيَقُولُونَ إِنَّهُ لَمَجْنُونٌ 
وَمَا هُوَ إِلَّا ذِكْرٌ لِّلْعَالَمِينَ 


yakadu allazeena kafaroo layuzliqoonaka biabsarihim lamma samiAoo alzzikra wayaqooloona innahu lamajnoonun Wama huwa illa thikrun lilAAalameena

Aur koi chiz bahot acchi maloom ho chahay wo maal ho ya aulad ya makaan ya baag ya khait ya koi karobar ho baherkaif usi waqt…
ماشاء اللہ ولا قوة الا باللہ
masha Allah wala quwat ila billah. 


parh liya jaen.kyu ki eskay parhnay se Allah ta'ala nazar e bud ki asar ko zael kar deta hain,taseer ko rok deta hain.

aur agar kisi shakhs ko maloom ho jaen ki uski nazar bahot sakht hain to usay chahiye ki wo aisy kisi chiz ko nazar bhar dekhay hi nahi.aur kabhi dekh bhi layto usi waqt usko ye dua parhni chahiye...


اللهّم بارك عليه  
Allahumma barik alayh


hazrat shaikh abul qasim rahmatullah alayh ne Sirat me byaan kiya hain ki ek baar ek larhka sakht bimar huva ki marnay k kareeb ho gaya tha to ek roz mainay nabi e akram sallallahu alayhi w aalayhi w sallam ko khwab me dekha ki aap sallallahu alayhi w aalayhi w sallam  ne farma rahay hain ki Tu aayaat e shifa se abtak kyu gafil raha?[matlab en aayaat k zariye elaj kyu nahi kiya?]

AAYAAT AS-SHIFA YE HAIN....

وَيَشْفِ صُدُورَ قَوْمٍ مُّؤْمِنِينَ

wa yashfi sudoora qawmin mumineena
(at-Tawba, 9:14)


يَا أَيُّهَا النَّاسُ قَدْ جَاءتْكُم مَّوْعِظَةٌ مِّن رَّبِّكُمْ وَشِفَاء لِّمَا فِي الصُّدُورِ وَهُدًى وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ

Yaa ayyuha an-naasu qad ja’atkum maw`izhatun min rabbikum wa shifaun limaa fee as-sudoori wa hudan wa rahmatun lil-mumineen. (Yunus, 10:57)

َيخْرُجُ مِن بُطُونِهَا شَرَابٌ مُّخْتَلِفٌ أَلْوَانُهُ فِيهِ شِفَاء لِلنَّاسِ

yakhruju min butooniha sharaabun mukhtalifun alwaanuhu feehi shifaun lin-naas
 (an-Nahl, 16:69)

وَنُنَزِّلُ مِنَ الْقُرْآنِ مَا هُوَ شِفَاء وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ

Wa nunazzilu mina al-qurani ma huwa shifaun wa rahmatun lil-mumineen(an-Najm, 17:82)

وَإِذَا مَرِضْتُ فَهُوَ يَشْفِينِ

Wa idha maridtu fahuwa yashfeeni
(ash-Shu`ara, 26:80)


قُلْ هُوَ لِلَّذِينَ آمَنُوا هُدًى وَشِفَاء

qul huwa lil-ladheena amanoo hudan wa shifaun
(al-Fussilat, 41:44)

*ES AYAAT SE ELAJ KA TAREEQA YE HAIN KI BISMILLAH W SURAH E FATEHA SHARIF PARH KAR 21 BAR YE AAYAT E SHIFA SHARIF PARHA JAEN AUR PANI PE DAM KARKAY NAZR E BUD K MARIZ KO PILAYA JAEN AUR SUB'AH SHAM 3-3 BAR AAYAT E SHIFA PARH KAR MARIZ PE DAM KIYA JAEN.11 DIN K AMAL SE ASAR ZAEL HO JAEGA.AUR EN BISMILLAH W SU.FATEHA SHARIF K SATH AAYAT SHIFA CHINI KI RAKAABI PE LIKH KAR 3 WAQT PANI SE DHO KAR PILAYI BHI JA SAKTI HAIN,ESSAY BHI 11 YA 21 DIN KAR SAKTAY HAIN.

*AUR YE AAYAT E SHIFA HAR MARZ CHAHAY CHOTA YA BARHA KOI BHI LA ELAJ MARZ KA ELAJ HAIN.UPAR LIKHI KISI BHI TARKEEB SE ELAJ KIYA JAEN,INSHALLAH HAR MARZ SE SHIFA HASIL HOGI.

BACHO KO NAZAR LAGNA:

Jo bachay sehatmand aur khubsoorat hotay hain wo aksar nazar e bud ka shikar hotay hain,aur aksar apnay gharwalon ki nazar lag jati hain.eska ek elaj to upar likh diya ki kisi bhi chiz ko ya aisay bachay ko dekh kar "masha Allah wala quwat ila billah." kahay.

chotay bachho ko nazar lag jaen to 3 bar su.kausar parh kar chehray pe dam kiya jaen.aisa 3 din tak karay,inshallah essay bhi asar zael ho jata hain.

MAKAN W DUKAN KO NAZAR SE BACHANA:

agar apnay makan par ya dukaan upar "MASHALLAH"khubsoorati se likhwaya jaen ki logon ki nazar uspay parhay to inshallah makaan w duakan buri nazar se mahfooz rahti hain.

KHUD KO YA KISI GHAR K FARD KO NAZAR LAGNA:

upar mainay tareeqa bataya hain ki kis tarha se nazar dur ki ja sakti hain.ek aur tareeqa nazar ko dur karnay ka ye hain ki ek sufaid kagaz pe khanay k zard rang se ek bar surah e fateha ek bar aaytul kursi aur aur 4ro Qul ek ek bar likh kar  usay mariz k galay me taweez me rakh kar pahnaye aur sub'ah w sham 3 din tak ye hi surah ya mariz pe dam ki jaen ya pani pe dam karkay pilaya jaen.

*esi tarha aap ye dhaga bhi bana kar estemal kar saktay hain wo yun ki kisi sabz dhagay pe ek girah de aur ek bar ye aayat par kar dam karay aur girah laga de..

وَإِن يَكَادُ الَّذِينَ كَفَرُوا لَيُزْلِقُونَكَ بِأَبْصَارِهِمْ لَمَّا سَمِعُوا الذِّكْرَ وَيَقُولُونَ إِنَّهُ لَمَجْنُونٌ 
su.Qalam, 51

esi tarha dhagay pe 11 girah de aur har girah pe ek bar dam karna hain.es dhagay ko aap mom jama karkay galay me pahnay ya apnay bachho ko ya aurat ko ya samaan me ya dukan me ya janwaron ko pahnaye inshallah nazar ka asar zael ho jaega.ye dhaga main khud dam karkay rakhta hun aur taqseem karta hun aur bahot hi mufeed hain.

HAMELA W BACHHO KO NAZAR E BAD SE MAHFOOZ RAKHNAY K LIYE:

En aayaat sharifa ko zafran w arq gulab se ya khanay k zard rang se en ayaat ko likh kar momjama karkay hamela k sidhay bazu pe bandh de to hamela w uskay shikam ka beta nazar e bad se mahfooz rakhta hain.bachay ki wiladat k bad esay bachay k galay me pahnaye to wo bhi har nazar k khatrat se mahfooz rahta hain.

wo aayat e sharifa ye hain...

إِذْ قَالَتِ امْرَأَةُ عِمْرَانَ رَبِّ إِنِّي نَذَرْتُ لَكَ مَا فِي بَطْنِي مُحَرَّرًا فَتَقَبَّلْ مِنِّي إِنَّكَ أَنتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ 
فَلَمَّا وَضَعَتْهَا قَالَتْ رَبِّ إِنِّي وَضَعْتُهَا أُنثَى وَاللّهُ أَعْلَمُ بِمَا وَضَعَتْ وَلَيْسَ الذَّكَرُ كَالأُنثَى وَإِنِّي سَمَّيْتُهَا مَرْيَمَ وِإِنِّي أُعِيذُهَا بِكَ وَذُرِّيَّتَهَا مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ فَتَقَبَّلَهَا رَبُّهَا بِقَبُولٍ حَسَنٍ وَأَنبَتَهَا نَبَاتًا حَسَنًا وَكَفَّلَهَا زَكَرِيَّا 
su.imran aayat 35/36

yahan mainay nazar e bad w ussay bachnay k aur nazar e bad k asar ko dur karnay k tareeqay bataye hain,jo ba aasaani aap kar saktay hain.ummid hain ki jo bhi mere bhai ya bahan es post se faeda uthaengay wo mere murshid aur mere liye dua karaengay aur main bhi dua karta hun ki Allah ta'ala apnay habib sallallahu alayhi w aalehi w sallam aapko aapkay ahl o ayaal ko karobar ko har buri nazar se bachaye aameen...!

Monday, June 29, 2026

Jadoo Ke Aqsaam


Fun e saher kay mahireen ka kahna hay kah, sahar e kuldani bohat he mushkil hay or is kay hasil karne mein sakht say sakth mahnat or mushakkat ka samna karna parta hay. Itna zaroor hay ke is ilm ka aamil apnay ilmi kamallat say wow o kamallat logo ko dikha deta hay ke jinko akal or faham bhi samjhnay say kasir mein. Is jaadu mein tamaam arwah ki taskheer hoti hay. Jis mareez ko tabeeb maheeno kay ilaaj say sahat yaabnahin kar pata, is jaadu ka jaanay walay chand lamhon mein durust kar dete hein or ye sahar bilashuba kufr hay.


Saher ki doosri kisum:

jin o insane ki taskhher karnay ki hay. Ye pahli kisam say sahal or asan hay. Hindustan mein is kisum ki bakasrat raij hay, or is kisum kay sahar mein bahawani, hanuman, kaali, bheron, loona, chumari, or mukhtalif dewi dewtaun ki dahaiyan day kar in k jaye waqooa per khushboo jala kar, dhooni day ker, bali chrha kar kaam lia jata raha hai ye bhi haram o kufr hay.

Saher ki teesri kisum:

taskheer e arwah e khabeesa hay or is mein kawwi hekal or kawwi ul jassa shakhs ki rooh ko kalam e shayateen parh ker taskheer kar lete hein or apne tabiya kar lete hein or in say misl e nokar kam lete hein. Is kisum k seher mein aksar aam tor say arwah e khabeesa say hi kam lia jata hay isliye ye bhi haram hay.

Saher ki chothi kisum:

mein mamool ki kuwwat wahma ko baaz arwah khabeesa ya jinnat kay ziryay kharab kar di jati hay yani mamool kay samnay ki chez nazar nahi ati, or ager nazar ati hay to wo holnak surat mein dikhai deti hay.

Sifli, kalay, hinduon k jaadu ya dunya kay kisi bhi sehri ilm mein koi fark nahi hay. Kiun kah bunyadi tor per ye shetani ilm hay. CHurailein, budroohein, sifli mokl, khabees jin shaitaan k pairokaar or kalay jaadu kay lawazmaat hein. Gandgi jaisay gobar, peshad or maada e munawiya ka istemal is jaadu ki bunyad hein. Inko khana peena is kay aamilo kay liye shart hay or najaasat mein rahna aik pabandi hay or is ka aamel badkaar or ayash hota hay. Zahir hay ye sab shetaan ko khush karne k liye kia jata hay or jo burai ki inteha per khush hota hay.

PORA WEEK YAY AMEL IS TADAD AUR ROUTINE K SATH JARI RAKHIN. HER KISM K JADU SE NIJAT MIL JAY GE AUR GAIB SE ROZI KE ASBAB PAIDA HO JAIN GE.

SATURDAY: READ ( YA GHANIU, 1060 TIMES ) AFTER FAJAR PRAYER 

SUNDAY: READ ( YA FATAHU, 479, TIMES ) AFTER ZOHAR PRAYER

MONDAY: READ ( YA LATIFU 129, TIMES ) AFTER  ASAR  PRAYER

TUESDAY: READ (YA KABIZU 903, TIMES ) AFTER MAGRIB PRAYER

WEDNESDAY: READ ( YA MUTALU, 541 TIMES ) AFTER ESHA PRAYER

THURSDAY: READ ( YA RAZAKU, 308 TIMES ) AFTER FAJAR PRAYER

FRIDAY: READ ( YA NOORU, 256 TIMES ) AFTER ZOHRAR PRAYER 

SPIRITUAL CURE: Her kism ke jadu, sehar, sifli amel ke asrat khtam karny ke liy 41 roz tak her namaz  ke bad awal-akhir Durood Sharif 3 bar, Surah Al-Fatihah 7 bar, Ayatal Kursi 7 bar, Surah Falk 7 bar, Surah Nas 7 bar perh kar pani per dam kar k petay rahin. her namaz  ke bad in kalmat ko rozana pertay rahin. kisi kisum ka jadu asar nahi kary ga aur her kisum ke musebat se nijat mil jay ge.

jadu aik haqeqat he or uska elaaj kerna sunnat he..lkn aj kal her koi choti choti bemari ko bhi jadu smajha jata he...jab kh sahaba rz ki zindagi me gor kya jaye to hamesha museebat ke ane pr pehle faraiz me gor krta kh kahn koi fard to hm se nahi choot raha masalan namaz roza hajj zakat or koi gunnah ka kaam to hm se nahi ho raha jis ki waje se ye musebat hm pr aye he.

Phir agr faraiz me koi kami na hoti to phir sunnat me gor kerte kh koi sunat to hm se nahi choot rhi jis ki waje se ye museebut hm pr aye he..lihaza guzarish he kh hm sub bhi pehle in cheesoun me gor kerliya krein che jaike forun is ko jadu ka naam de dena..kuch bre gunnah ye he darhi mundwana bdnazri kerna namaz na perhna waldain ki na farmani zulm kerna wagera wagera 


1) ager kisi ny khowab main pakhana deakha ho ya pishab deakha ho ya apna app ko ghosal khana main deakha hoo ya pakhana us ka jisam main laga dekha garaz yeah ka najis ko deakha ho khowab main.

2)sir main darad rehna
3)pora jisam main darad rehna .
4) sex ki khowahish barna yani sex ki talab main zayatee hona .
5) kamar aur ghordo main darad rehna .
6) galeez galeez paad ana .
7) jisam main agg mehsos hona.
8) pora jisam garam rehna aur nak aur mu se garam hawa nikal .
9) ankhe jalna aur lal rehna.
10)pishab aur pkhana bar bar ana .
11) dil tazz tazz darak na .
12 ) sans mushkel se ana aur sena main darad rehna .
13) chir chira ho jana .
14) face jo hai kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he face kala ho ga .
15) pet main darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani bad hazme walay .
16) face per danay nikal na.
17) face behanak ho jana .
18) dil main ghabrate hona .
19 ) bay sakone mehsos karna
20 ) sab kuch hona ka ba wajood na kush hona .
21) pet ka khaya piya gayab ho jana yani jo khaya tha wo ada ya 1 ganta main gayab phir bhook lagna lag jatee hai yani khana bar bar khana .
22) namaz se door aur allah se nafrate karna aur bora bala kehna dil main yeah was wasa hota hai
23) galah kharab rehna aur voice quality be
24) khowab main darna aur ajeeb ajeeb dorona khowab deakna kabe makre kabe sanap kabe chopkali aur lal bake .
25) dil main ajeeb se khof hona aur dar be.
26) jisam main soheya chub na.
27 meda main dard rehna aur matli ki shekayat rehan .
28) kahely aur dehla ho jana yani nikama ho jana aur khoob sona dair dair tak .
29) demage ka theek kam nahi karna kisi cheez ka jaga per rakha kar bhool jana aur phir baad main doond ta rehna yadasht ka kamzoor ho jana pasa ka lan dan main pasa zada de dena
30) apna app se nafrate karna .
31)  ankho ka samna blue ya ping colour daba nazar ana ya phir lines nazar ana ajeeb see
32) belawaja ki zada thakan hona 
33) quran perna se ya suna se jisam main darad ya takleef hona
34) sena main jalan or tazabiyat hona 
35 bar bar ahtalam hona mard ko   
36 jisam ki ragee kich na jisam ka parakhna 
37 hath payer sun ho jana 
38 sir main dana nikal na 
39 pishab main bohat tazz badbu ana 
40 pakhana bohat zada badbu dar ana 
41 jisam main sarde lagna
42 payro main dard rehna  
43 khoweb main kuta deak na or morde deak na or bicho
44 din ba din sookte jana 
45 madicine asar na karna ya phir kabe kabe start main madicine asar karte hai or us ka baad wohe madicine nooksan pouchate hai ya phir shoro main faida hota hai us ka baad nahi hota 
46 zina deak na khoweb main khoweb main larki or larka ko sex karta howa deak na ya nanga deak na 
47 jisam bhare hona ya sir bhare ya kanda bare hona

Her jado ki takleefat ki pachan alag hotee hai jasa jado kiya hota hai us ki wase he pachan hotee hai laken yeah alamat be hotee hai jo mana uper likhi hai .abb yeah jadogar ka uper hai ka wo banda ko kaun se takleef dena chata hai for example:


Wo kisi larki ki izat kharab karna chata hai aur us ka ma baap ka mu kala karna chata hai taka wo masharay main zalil ho .to wo you kareen ga ka us larke ki sex power bara de ga yani hawas bara dega aur demage per control kareen ga apna jado se. sex ka was wasa dala ga phir dil ko sex ki taraf oksahe ga .jisam ko garam karde ga taka hot rahe larke .us ka baad demage ki sochna ki salaheyatee band karde ga yani demage per bandish karee ga .us ka baad namaz aur quaran se door karee ga q k namaz aur quaran se jado kaat jata hai

Yeah hota hai sex ka jado yeah hasad main kiya jata hai ya kisi ko be randi banana ka liya kiya jata hai is jado main larki ka demage kam nahi karta us ka zahan main bus 1 he baat atee rehtee hai ka bus sex karna hai us ka demage main marad ki sex ki cheeze nazar atee hai aur us ko belkul samjh nahi ata yeah ho kya raha hai us ka under ki hawas bar choki hotee hai chaha wo kuch be karlay laken khatam nahi hotee us ka dil be us ko oksa raha hota hai akhir kar wo kisi na kisi se sex karlatee hai kio ka us per yeah tamam kam jado se kiya hota hai.

Boht sare log yeah kehta hai ka jado quaran pak se nahi kaat ta aur un ka yeah man na hai ka loha ko loha he kaat ta hai laken yeah galat hai ager kisi per se jado nahi kaat raha to us ki kuch waja hotee hai yeah zaroore nahi ka app jado sirf 4 qul se kaat rahe hai. jesa doctor her bemare ka liya alag medicine deta hai wo her bemare ka liya sirf panadol he use nahi karta .ishe tarah jado ki condition pehala maloom karni partee hai phir us ka baad is ko souratee se kaatna parta hai her sourate ka alag fawahid hai yeah zaroore nahi ka 4 qul he tamam kisam ka jado ko katay ga.

Rohani ilaj

Bismi Allahi arrahmani arraheem
In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful


Wazifa for Rizq (livelihood)
Rizq main izafa aur barkat ke liy ye amel bohat muhrab aur pur taseer hai. is amel se rizq main izafa ho ga aur gaib se rozi ke asbab paida hon ge. Ye amel ap ko khary ho ker perhna ho ga ager koi shaks  ye amel khary ho ker na perh sake ty byth ker be perh sakta hai. tilawat ke liy ap koi be waqat mukarar kar saktay hain laykhin sone se pehlay Esha ke namaz ka waqat behtar hai. Ye amel 3 hafton ka hai. Is doran ap ka maksad pora ho ga.


Amel Nochandi Itwar Sunday ( Chand nazar aane ke 3 tarkih ke bad ju Saturday ke raat ay wo Nochandi Itwar  ho ge ) se amel ko shuru karin, Perhne ka waqat aur jagah aik ho. Ager batai gai tadad main fark aa jay tu amel dobara shuru karin. Awal akhir 11 bar Durood Shareef parhain. Ye aik Haftay ka amel howa Itwar se dobar amel is mikdar main parhna hai.

بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ (1)
Sunday Itwar ke Din ( 502 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ ٱلْعَٰلَمِينَ (2)
Monday Somwar ke Din ( 556 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ (3)
Tuesday Mangal ke Din ( 211 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

مَٰلِكِ يَوۡمِ ٱلدِّينِ (4)

Wednesday Budh ke Din ( 836 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

إِيَّاكَ نَعۡبُدُ وَإِيَّاكَ نَسۡتَعِينُ (5)

Thursday  Jumyrat ke Din ( 1040 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

ٱهۡدِنَا ٱصِّرَٰطَ ٱلْمُسْتَقِيمَ (6)

Friday Jumah ke Din ( 1100 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

صِرَٰطَ ٱلَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ غَيْرِ ٱلْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا ٱلضَّالِّينَ (7)

Saturday Hafta ke Din ( 4070 Bar ) Ameen ( 100 Bar )

Cancer ka ilaj: Jab be koi mareez jis ke galay main tonselz hon, galay ke koi bemari ho, dil ke bemari ya jisam ka koi hisa mafloj ho tu mareez ke qad ke barabar tez nelay (Blue) rang  ka dhagha naap lain laykin is ko torna nai pir is dhagah ke baraber mazeed 6 tarin naap lain jab 7 takrin ho jain tu dhagah kat dain.

Ab is dhagha per Surah Alam Nashrah 7 bar perh kar girah dain. Girah daitay waqat khayal rakhin ke phonk girah ke andar marni hai pir girah lagain mazeed 6 bar ise tarha perh kar thoray thoray faslay per girah lagatay jain. total 7 girah lagani hain aur har girah ko 7 bar Surah perh ker dam kar ke girah lagani hai.

Pir jis mareez ko galay ke takleef ho us ke galay ke gird band dain.har waqat dhagah jisam se maas hota rahay. Dhagah bandtay waqat khyal rakhin ke jisam napak na ho. Jisam napak hone ke surat main dhagah utar dain aur pak hone ke bad dobara pehan lain. Inshallah cancer ke maraz, galay ke takleef se nijat mil jay ge.


Surah Taha ki ayat number 31 aur 32 ko likh kar bazu main bandh lain aur is ke sath sath namaz-e-isha ke baad ba’wazu kahin paak jagah baith kar sub se pehle aur akhir main Darood pak 11 times aur darmiyan main 1100 baar.

Allah se khoob tawaja aur dhihan ke sath apni shadi ki dua karain tou to Insha’Allah behtar aur pasandeeda rishta muyasir hoga.

Beti ke rishte ke liye:

Beti ke rishte ke liye na milnay ki surat main ism mubarak “Ya Adlu” ka wird karain Insha’Allah Rub acha aur behtareen rishta anayat farmaye ga aur agar jahaiz ke mamlaat main preshani ho tou Allah Ta’ala asbab paida farmaye ga. Is ism mubarak ka wazifa karnay wale ki Allah Ta’ala betiyon ke naseeb samait dusre amoor main kafalat apne zumay lay lay ga.

Naik Rishta Milne Ka Amal:

Agar koi larki shadi ke qabil ho aur koi munasib rishta na ata ho ya shadi main rukawat ho tou 21 baar rozana Surah Taha parhay. Behtar yehi hai ke fajar ki salat ke baad parhay aur 11 baar hi shuru main aur ikhtitam par Durood Ibrahimi parhay.

Kisi ki Larki ki shadi main rukawat ho:

Agar kisi larki ki shadi main rukawat ho ya kisi maloom ya na maloom wajah se kahin shadi na hoti ho tou woh Surah Al-Mumtahinah (Surat no 60) rozana 5 baar wazu kar ke parhay.

Naik munasib rishta ke liye ye amal intihai mosar hai. Chahiye ke safaid reshmi kapray par Surah Taha ba’wadu parh kar moom jamah kar ke larki ke galay main daal de tou Allah ne chaha tou bohat jald achay rishte ka paigham aye aur shadi ho jaye aur aulad bhi naik paida ho.

Shadi Ka Mujarab Amal:

Jis mard ya aurat ki shadi na hoti ho tou tamam kamon se farigh ho kar raat ko baad namaz-e-isha awwal 2 rakat nafal namaz shadi hone ki niyat se parhe aur baad Salam ke awwal aur akhir 11 times Darood Ibrahimi ke 41 baar Surah Al-Ikhlas parhay aur sirf shadi ki dua kare. Insha’Allah maqsad pura ho ga, amal ki muddat 90 din hai. Is arsay main agar mangni ya shadi ho jaye tab bhi 90 din pure karay, aurat nagha ke din shumar kar ke baad main pura kare.

Agar Mangni Ke Baad Shadi Main Rukawat Ho:

Agar kisi ki mangni ho chuki ho aur ab shadi main rukawatain paish arahi hon ya phir larke ya larki wale mangni tornay par amadah hon tou isha ki namaz ke baad 500 baar “Ya Lateefu Ya Haleemu” parhay aur is se pehle aur phir baad main bhi 41 martaba Darood Shareef parhey. Insha’Allah 1 month ke andar andar jumla rukawatain door hon gi aur jald az jald shadi ho jaye gi.

Rishte ki Na ummeedi ya rishta na mil raha ho:

Hasool-e-rishta ke silsile main agar har taraf na umeedi ho chuki ho aur betiyon ke liye koi maqool rishta na mil raha ho tou waldah ya phir kisi hamdard aurat ko chahiye keh baad namaz-e-isha 2 rakat namaz-e-nafal ada karain aur har rakat main 11 baar Surah Ikhlas parhay salam phairnay ke baad Surah Yaseen sharif ko 7 mubeenon ke sath aik martaba parhay. Phir aik tasbeh “Ya Wadudu Ya Lateefu” ki parhay, 7 baar shuru kartay waqt aur khatam kartay waqt ye Durood Shareef parhay.

Betiyon ke liye munasib rishta na mil raha ho Waledain pareshan ho:

Jo waldain apni bachiyon ki wajah se preshan hon aur bachiyon ke liye koi munasib rishta na mil raha ho tou unhain chahiye ke baad namaz-e-isha Surah Al-Sajda 21 baar dua karain (before and after 41 times Durood Ibrahimi, time duration 21 days) 2 rakat namaz parh kar 7 – 7 baar Darood aur in ke darmiyan main Surah Al-Furqan ki Ayat 54 ko 313 baar parhain. Phir naik, sharif, aur ba’izzat rishta ke liye Allah se dua karain Allah ne chaha tou 11 dinon main hi paigham ana shuru hon. (21 yoom tak parhain).

Pasand ki Shadi:

Agar koi pasand ki shadi karna chahta ho aur is silsile main waldain bay nayazi ka muzahira karain tou jaez aur halaal niyat se larka aur larki ye amal karain:

Asar ki namaz ke baad Darood Pak 11 baar pehle aur baad phir Surah Al-Asr 101 martaba aur end par apne jaez maqsad ke husool ke liye Allah ki bargah main dua karain. Insa’Allah is amal ki badolat waldain razi ho jayain gey aur un ki shadi kar dain gey (Amal mudat: 21 din).

Tanbiyah: Agar is muddat main koi waziha rah na milay tou sangeen qadam uthanay se guraiz karain aur Allah ki Rehmat par pura bharosa rakhain kyoun keh sara ilm sirf Khuda ki ke paas hai aur wohi behtar janta hai ke insan ke liye kya acha hai aur kya bura hai.

Har Kism ki bandish ka tor:

Aksar bachiyon aur bachon ke rishte sirf isi wajah se tay nahin ho patay keh woh dushmanon aur hasadon ki janib se sakht qisam ki bandish ka shikar hote hain. Har tarah ki bandish aur rukawat door karne ke liye ye amal lawajab aur teer ba’hadaf hai.

Amal Ye Hai-

Baad namaz-e-fajar 1 martaba Surah Al-Muzammil, 4 Qul 3 martaba aur Ayat-ul-Kursi 11 baar parh kar pani par dam kar ke larki / larkay ko pilayain aur usi pani se hath munh dhulayain. Awal aur Akhir 11 baar Darood Sharif parhain. Insha’Allah is amal ko 11 rooz karne se har kisam ki bandish khatam ho jaye gi.
Note: Is amal ki ijazat aam hai.
Note: dam shuda pani zameen par na giray, kisi kayari wagera main daal dain.

Har Kisam Ki Bandish Ka ilaj:

Aksar bachiyon aur bachon ke rishte sirf isi wajah se tay nahin ho patay keh woh dushmanon aur hasadon ki janib se sakht qisam ki bandish ka shikar hote hain. Har tarah ki bandish aur rukawat door karne ke liye te amal lawajab aur teer ba’hadaf hai.

Amal Ye Hai:

Baad namaz-e-fajar 1 martaba Surah Al-Muzammil, 4 Qul 3 martaba aur Ayat-ul-Kursi 11 baar parh kar pani par dam kar ke larki / larkay ko pilayain aur usi pani se hath munh dhulayain. Awal aur Akhir 11 baar Darood Sharif parhain. Insha’Allah is amal ko 11 rooz karne se har kisam ki bandish khatam ho jaye gi.
Note: Is amal ki ijazat aam hai.
Note: Dam shuda pani zameen par na giray, kisi kayari wagera main daal dain.

Amal 1.

Take a glass of water;

Recite ALLAH 100 times (without the extension of Ya – simply recite ALLAH, ALLAH, ALLAH, and so on).

Blow on the water 3 times and drink it.

Amal 2.

Do the same as above with Manzil. It is a collection of verses from the Holy Quran. You can find Manzil booklets in almost all Islamic stores.

Ayatul-Hirz or Manzil is a collection of Ayat and short Surahs from The Holy Quran to be recited as a means of protection and antidote – Ruqya from Black Magic, Jinn, Witchcraft, Sihr, Sorcery, Evil Eye and more similar problems as well as other harmful things in this world.

Manzil

Surah Al-Fatihah (chapter 1): verses 1 to 7
Surah Al-Bakarah (chapter 2): verses 1 to 5, 163, 255 to 257, and 284 to 286
Surah Al-Imran (chapter 3): verses 18, 26 and 27
Surah Al-A’araf (chapter 7): verses 54 to 56
Surah Al-Israa (chapter 17): verses 110 and 111
Surah Al-Muminoon (chapter 23): verses 115 to 118
Surah Al-Saaffaat (chapter 37): verses 1 to 11
Surah Al-Rehman (chapter 55): verses 33 to 40
Surah Al-Hashr (chapter 59): verses 21 to 24
Surah Al-Jinn (chapter 72): verses 1 to 4
Surah Al-Kaafiroon (chapter 109): verses 1 to 6
Surah Al-Ikhlas (chapter 112): verses 1 to 4
Surah Al-Falaq (chapter 113): verses 1 to 5
Surah Al-Naas (chapter 114): verses 1 to 6
To Download Manzil in Pdf  Click on below pdf icon

Manzil

Amal 3.

Take a glass of water
Recite Darood Sharif 11 times
Recite Bismillah Hir Rahman Nir Raheem 487 times
Recite Durood Sharif 11 times (again)
Blow 3 times on water and drink it.

Amal 4.

Sprinkle Manzil water everywhere in the house. On the walls, curtains, beds, sofas, tables, chairs, etc.

The above methods are best done once in the morning and once after sunset. They can also be done once a day if busy. Also, they can also be recited on a bottle of water, from which a person can drink twice a day.

Agar Shadi Main Jinnat Rukawat Dalain To:

Aksar dekha gaya hai ke naujawan larkiyon par jinnat ka asar ho jata hai keh jis ki wajah se larki ki kisi achi jagah baat cheet hotay hotay bigar jati hai aur woh shareer jin husool-e-rishtna main tarah tarah ki rukawatain paida karna shuru kar dete hain.

Is mushkil se khalasi ke liye darj zail main amal nahayat munasib hai. Baad namaz-e-isha larki ke parents main se koi Surah Al-Hashr ki akhri 3 Ayaat 100 baar pani par dam kar ke woh pani sara din istemal karwayain aur musalsal 21 din ye amal karain.  Insha’Allah is amal ki badolat tamam rukawatain door hon aur shareer jinnat se amaan hasil ho aur agar kisi naik shakhs se in Ayaat ko zafran wagera se likhwa kar larki ke galey main dale tou jald kamyabi ho aur bohat jald acha rishta milay. In 3 Ayaat main Allah ke mubarak 17 names bhi hain.


Agar har tarah ke haylon ke bawajod larki ke liye koi rishta na milay tou aisi surat main nau chandi shab-e-jumma ko baad namaz-e-isha Qasida Burda Sharif 17 baar parh kar larki ki shadi ke liye dua karain. Insha’Allah 7 jumon ke amal se larki ke liye zaroor koi acha rishta mil jaye ga.

Agar 1 fard tanha na parh sakay tou 3 afrad mil kar parhain. Parhne walon ka namazi parhezgar hona zaroori hai. (mujarab al mujarab hai).

In case a boy or a girl has not been able to get married & wishes to do so:

Recite the following Wazifa:-
  • Recite surah al Ahzaab (chapter 33) regularly. -Recite surah al Mumtahinah (chapter 60) five times daily;
  • Recite surah at Taha (chapter 20) and blow breath on a glass of water and let the girl drink it;
  • Recite verse 36 of Yasin 100 times before salat of tahajjud for 40 days “subh’aanallad’ee khalaqal azwaaja kullahaa mimmaa tumbitul arz’u wa min anfusihim wa mimmaa laa ya’lamoon;
  • Recite Surah Furqan Ayat 74,75 & 76 21 times for 3 days & pray for nikah.
  • Insha Allah he /she will get married soon.